Thursday, August 8, 2013

Eid Ke Din Ki Sunnate



Eid Ke Din Ki Sunnate

ईद की सुन्नते

http://mymesseges.blogspot.in/
1,Shariat Ke Muwafiq or Apni Hesiyat Ke Mutabiq Cheeze Kharidna

शरीअत के और अपनी हैसियत के मुताबिक़ चीज़ें ख़रीदना
2,Gusal Karna
गुस्ल करना
3,Miswaak Karna
मिस्वाक करना
4.Umdah Se Umdah Kapre Pehenna«Naye Ya Dhule Huwe»

उम्दा से उम्दा पहनना
5,Khushbu Lagana
खुशबु लगाना
6,Subah Ko Bahut Jaldi Uthna
सुबह को जल्दी उठाना
7,Eidgaah Me Sawere Sawere Jana
ईदगाह में सवेरे सवेरे जाना
8,Eidgah Jane Se Pehle Koi Mithi Cheez Khana

ईदगाह जाने से पहले मीठी चीज़ खाना
9,Eidgah Jane Se Pehle Sadqae Fitra Ada karna

ईदगाह जाने से पहले सदका ए फ़ित्र अदा करना
10,Eid Ki Namaz Eidgaah Me Jaa Kar Parhna

ईद कि नमाज़ ईदगाह में जाकर पढना
Yaani Bila Kisi Ujar Ke Shahar Ki Masjid Me Na Parhna
11,Jis Raste Se Jaye Uske Dusre Raste Se Wapas Aana

जिस रस्ते से जाये उसके दुसरे रास्ते से वापस आना
12,Pedal Jana
पैदल जाना
13,Raste Me Taqbeer
الله اكبر الله اكبر لا اله الا الله والله اكبر و لله الحمد

रास्ते में तकबीर “अल्लाहु अकबर अल्लाहु अकबर ला इलाहा इल्लल लाहू

वल्लाहु अकबर व लिल्लाहिल हम्द “ पढ़ना

http://mymesseges.blogspot.in/

 
ISLAM FOR ALL WORLD        MUSLIM SHAADI    MUSLIM NAMES      

Wednesday, August 7, 2013

Alvida Ramzan


  • Aankhon Ma Mehfooz Rakhna Sitaaron Ko,
    Abb Door Talak Sraf Raat Hogii.
    Musaafr Tum B Ho Musafr Hum B Hain,
    Shart e Zindagi hai hayal wada hai tum se.
    Ksi Na Kisi Mor Parrr Phr Mulaqaat Hogi.
    Alvida Alvida Mahe Ramzaan Alvida…
  • Sab-Ko Udaas Kr-K RAMZAN JaRha H,
    Sab-Per Luta K Apna FAIZAN JaRha H,
    Aaya Tha Ghr Hmare Kismat Hmari Ban-Ke,
    Bheija Tha Jo Khuda Ne Wo MEHMAAN JaRha H.
    Alvida Alvida Ramzan
  • Ye Sach ay ramzzan HAQ aaddaa teri Ibadat ka Nahi Humse Hua.
    Hum ne Tujhy Naraaz Kiyaa ..
    Hum Rahy GHAFLAT main humse ho raha hai Tu Juda.
    Magr Aaj Ro Ro K Kehte Hain Hum…
    Alvida Alvida Shehr-e-Ramzan.
    Alvida Ramzan Ki Aakhri Raat Mubarak.
  • Qalb E Ashiq hai ab parah parah
    kulfat e hijrat o furqat ne mara
    Alwida Alwida Mahe Ramadan
    Tere Aane se dil khush howa tha
    Aur zoq e ibadat berrha tha
    Aah! abb dil pe hai gham ka ghalba
    Alwida Alwida maahe Ramadan
    Masjidon men bahaar aa gai thi
    Jaoq darr jaoq aatay Namazi
    Ho gya kam namazon ka jazba
    Alwida Alwida Maahe ramadan
  • Ab Hai Ramzan Ki Rukhsat,
    Hogi Har Insaan Ko Fursat,
    Maza Pa Na Sake Ga Ramzan Jaisa,
    Jaaty huye is maha e ramzan mubarak k Sadke,
    Ya Allah Karde Hamari Magfirat.
    Ameen..
  • Wah Ramzan teri ruksat ko salam. !
    Jate jate Aasman ko bhi Rula Diya,
    Alvida Alvida Ramzan Alvida.
  • Jisne bna diyaa hr ghar ko gulistan,
    Chala jaye ga kuch hi Pall me ye mehman,
    Tohfe mai diyee ja raha hy ye “EID” sb ko,
    Alvida Alvida Mah-e-Ramzan
  • KhallqatT e Khuda aaj rony ko h,
    Mah e Ramazan b juda honay ko h,
    Socho zara kya paya hum ne
    kAya apne Rab ko manaya hum ne?
    KAya jane kabhi naseeb yeh Mah ho na ho
    Rab ki Rehmat ka kya Haq paya hum ne ?
    ALVIDA
  • Tu Mujhe NawaAzta hY Ramzan,,,
    ye Tera Karam Hay ALLAH.!
    “Warna TERI Rehmaton K Qaabil Meri Ibaadaat NahAIN.
    Maah e Ramzan Alvida
  • >Alwida Alwida Maah-e-Ramadan<
    Tere deewane abb ro rehy hain,
    Muztarib sab k sab ho rehy hain,
    Haay ab waqt e rukhsat hai aaya,
    Alwida Alwida Maahe Ramadan,
    Tera gham sab ko tarrpa reha hai,
    Atishe shoq bharrka reha hai,
    Phat reha hai tere gham men seena,
    Alwida Alwida Maahe Ramadan,
    Bazme Iftar sajti thi kaisi!,
    Khoob Sehri ki ronaq bhi hoti,,
    Sab saman ho gya soona soona,
    Alwida Alwida Maahe Ramadan,
    Yaad Ramadan ki tarrpa rehi hai,
    Aansuon ki jharri lag gai hai,
    Keh reha hai yeh her aik qatra,
    Avida Ramzan . Chand Rat Mubarak
  • *ALWIDA MAH-E-RAMZAN ALVIDA*
    YA ALLAH Paak Hum Ney Jo Rozay Rakhay,
    Jo Ebadatain Ki Aur Jo Namazain Parhin,
    ay Mery Paalann Haar Inko Apni Baargah Main Qabool Farma.
    Aur Jo Hum Se Galatiyan Huen, YA ALLAH Unhe Darguzar Kar Dena,
    Aur Hum Sab Ko Mauf Farma Day Maalik.
    Aur Hum Sab Ki Qayamat Ke Din Maghfirat Farmana!!
    ( A A M E E N )
  • Kitni jaldi ye Armaan Chala jata hai,
    Pyas lagti nahi iftar Aajaata hai,
    Hum Gunahgaron ki magfirat kar Mere ALLAH,
    ibadat hoti nahi Ramzan guzar jata hy.
    Alvida maah e Ramzan..
  • Aey Ramzan Tum bin dar-o-dewar pey wehshat ka samaan Rehta hai..
    Sehra mujhey lagta hai, ye ghar aur ziada…
    Alvida Ramzan
  • Tere Aane se dil khush howaa tha,
    aour zoq e ibadat berrha tha,
    Aah!ab dil pe hai gham ka ghalba,
    Alwida Alwida maahe Ramadan.
  • Khuda ye Maheene de sabko,
    Is Maheene se na juda rakh kisi ko,
    Hume apne ebadat karne vala bana de,
    Ramadan ka maheena hai ya allha,
    Abhi se tofeek de de hum sab ko,
    Alwida -2 Mah Ramadan Alwida
  • Ramadan Phir Mily Na Mily.
    Dar_o bamm sb ne saJa liye sabhi roshni mei nahaa liye,
    Meri ungliaan bhi Jhulass gaeen magr ik charagh Jala nhi,
    Gham_e zindagi teri rahh mei gham_e aarzo teri chah mei,
    Jo uJr gya wo basa nhi Jo bichar gya wo mila nhi…
    Alvida Mahe Ramadan.
  • Dil k tukkre howe ja rehy hn,,
    Tere Ashiq mary ja rehy hn,,
    ro ro kehta hai hr ik bechaaraa..
    Alwida Alwida Maahe Ramadan..
    Tum pe lakhon salam Maahe Ramadan..
    Tum pe lakhon salam Mahe Ghufraan.
    jaao hafiz khuda ab tumhara..
    Alwida Alwida Maahe Ramadan..
    Nekiyaaan kuch na ham kr sky hn,,
    Aah! isiyaan men hi din katy hn,,
    Haaye! ghaflat men tujh ko guzaaara..
    Alwida Alwida Maahe Ramadan..
    wasita tujh ko Meethy Nabi S.A.W.W ka
    Hashr men hamko matt bhool jaanaa..
    Roz e Mehshar hamein bakhshawana,,
    Alwida Alwida Maahe Ramadan…
    Jabb guzer jaain ge Maahe gyaraah,
    Teri Aamad ka phr shor hoga..
    kya meri zindagi ka bharosaa,
    Alwida Alwida Maahe Ramadan,
    ALLAH Hum Sub K Sageera Kabeera Gunah Muaaf Farmaye
    aameen.
  • Mah Bhar ki Khushiyaan day ker wo rukhsat ho gaya!
    Aaj key din key siwa rah-e-jaza koi nahi…
    Happy Last Iftar Of Ramadan Month

  • ISLAM FOR ALL WORLD        MUSLIM SHAADI    MUSLIM NAMES      

    Monday, March 25, 2013

    Holi 2013 SMS | Holi SMS 2013

    Holi 2013 SMS | Holi SMS 2013

    Radha ka rang aur kanha ki Pichkari,
    Pyar ke Rang se Rang do Duniya Saari,
    Ye Rang na Jane koi Jaat na koi Boli
    MUBARAK ho aapko
    Rang Bhari Holi

    holi - SMS

    holi - SMS

    Pichkari ki dhar, gular ki bauchar, apno ka pyar, yahi hai HOLI ka tyohar. Wishing you and your family a very hapy and colourful HOLI. 

    holi - SMS

    holi - SMS

    Aapne dil ka haal batana chod diya, humne bhi gehrai mein jaana chod diya. HOLI se pehle hi aapne nahana chod diya?

    holi - SMS

    holi - SMS

    Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai,
    Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai,
    Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein,
    Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai

    holi - SMS

    holi - SMS

    Makki ki Roti, Nimbu ka Aachar,
    Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar,
    Chand Ki Chandi, Apno ka Pyar,
    Mubarak Ho Aapko, HOLI ka Tyohar

    holi - SMS

    holi - SMS

    Rango Ke Tyohar Me Sabhi Rango Ki Ho Bharmar,
    Dher Saari Khushiyo Se Bhara Ho Aapka Sansar,
    Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar

    holi - SMS

    holi - SMS

    Rang udaye Pichkari rang se rang jaye duniya sari holi ke rang
    aapke jeevan ko rang de ye shubha kaana hai hamari.
    HAPPY HOLI

    holi - SMS

    holi - SMS

    Holi par sabhi ko sabhi rango se milkar ek rang, apko mile jo apki khusiyon ko rangin bana de.
    Happy Holi

    holi - SMS

    Khaa key gujiya, pee key bhaang, laaga k thora thora sa rang, baaja ke dholak aur mridang, khele holi hum tere sang.
    HOLI MUBARAK

    Wednesday, March 20, 2013

    Anything that happens is for a good reason

    Anything that happens is for a good reason & anything that doesn't happen is only for very good reason.....trust these words...u will love ur life..

    Nevr Stop Helping Others

    Candle Doesn't  Lose Any Of Its LiGht While Lighting Up Another Candle
    >So Nevr Stop Helping Others
    B'coz It Makes ur Life More Meaningful..

    learn lessons

    When we don't learn lessons at the right time..
    Life will teach us the same lessons at a wrong time...

    Believe in Yourself..

    A bird sitting on a tree is never afraid of the branch breaking. Bcoz its trust is NOT on the branch but on its OWN WINGS...
    Believe in Yourself..

    Allah k 4 rahmate

    Allah k 4 rahmate aisi hai jo insan se bardashat nahi hote 

    1.BETI 
    2.MEHMAAN 
    3.BARISH 
    4.BEMARI,

    or 4 Azaab aise hai jo insan khushi se qubool karta hai. 

    1.SOOD 
    2.JAHEZ 
    3.GIBAT 
    4.JHOOT 

    Allah hum sab ko us k azaab se bachaye or us k rahmat se sarfaraz farmaye
    .aameen.

    KAL (past) AUR AAJ (present)

    KAL (past) AUR AAJ (present)
    .
    Kal Log Thoda Kha Kar B Alhamdulillah Kahte The,
    Aaj Zyada Kha ker B Kahte Hai Maza Nahi Aaya.
    .
    Kal Insan Shaitan Se Tauba Karta tha
    aaj Shaitan Insan K Kaamo Pe Tauba Karta Hai
    .
    Kal Log ALLAH Ke Deen K Khatir Qurban Hote The
    Aaj Daulat Pe Qurban Hote Hai
    .
    Kal Gharon Se Tilawat Ki Aawaz Aati Thi
    Aaj TV Program, Nach Gaanon Ki Awaze Sunayi Deti Hai.
    .
    Kal Walidain Ko Rehmat Samajha Jata Tha
    Aaj Bojh Samjha jata hai.
    .
    Kal Masjid Se Nikalne Se DiL Ghabrata Tha
    Aaj Masjid me Jane Ko DiL Ghabrata hai.
    .
    Kal K Log Subah Namaz&Quran K Liye Uthte The
    Aaj k log subah walki

    Wednesday, January 16, 2013

    5 lines

    Gifts - Egully.com

    "Speak 5 lines to urself every morning:

    I am best,

    I can do it,

    God is alwayz with me,

    I am winner,

    Today is my day.. "