Monday, December 26, 2011

Allah ki rehmat

"Allah ki rehmat se Na-Ummid na ho ke Allah ki Rehmat se Na-Ummid wo log hote he jo Kafir he"
(Al-Qur'an Surah Yusuf Ch.12 Ayat No.87)

Tuesday, December 20, 2011

Goongi Ho Gai Aaj kuch Zubaan kehte kehte,


Goongi Ho Gai Aaj kuch Zubaan kehte kehte, 
Hichkicha Gya Main khud ko Musalmaan kehte kehte, 
Ye baat Nahi k Mujko us Par yaqeen Nahi, 
Bas Dar Gya khud ko saheb-e-Imaan kehte kehte, ... 
Tofeeq Na hui Mujhy Ek waqt ki Namaz ki, 
Aur Chup Hua Moazan Aazaan kehty kehty, 
Kisi kafir Ne jo Poocha k ye kya Hai Maheena, 
Sharam se pani hoa Main Ramzan kehty kehty, 
Mere almari Main Gard se Atti kitaab ka Jo Poocha, 
Main Garh Gya Zameen Main Quran kahty kahty, 
Yeh sun k chup sadh li "farishte" us ne Yoon laga jese ruk gaya ho mujhay haiwan kehty kehty . .
Goongi Ho Gai Aaj kuch Zubaan kehte kehte, 
Hichkicha Gya Main khud ko Musalmaan kehte kehte, 
Ye baat Nahi k Mujko us Par yaqeen Nahi, 
Bas Dar Gya khud ko saheb-e-Imaan kehte kehte, ... 
Tofeeq Na hui Mujhy Ek waqt ki Namaz ki, 
Aur Chup Hua Moazan Aazaan kehty kehty, 
Kisi kafir Ne jo Poocha k ye kya Hai Maheena, 
Sharam se pani hoa Main Ramzan kehty kehty, 
Mere almari Main Gard se Atti kitaab ka Jo Poocha, 
Main Garh Gya Zameen Main Quran kahty kahty, 
Yeh sun k chup sadh li "farishte" us ne Yoon laga jese ruk gaya ho mujhay haiwan kehty kehty . .

Saturday, May 28, 2011

father and mother

He, who wishes to enter paradise at the best gate, must please his father and mother. (Bukhari & Muslim)

The key to tawbah

The key to tawbah (repentance) is to practice silence. -Imam Al-Ghazali



Saturday, April 16, 2011

ALLAH'S HAND


thosewho joyfully leave everything ALLAH's hand,eventually see ALLAH's hand in everything.
Worry ends where faith begins

Friday, April 8, 2011

the-scholar-and-the-labourer

A scholar of Islamic jurisprudence, Bakr Al-Muzani, saw a labourer carrying goods with him while constantly uttering, “Alhamdulillah” (All praise is for Allah SWT) and “Astaghfirullah” (I seek forgiveness from Allah SWT). 

The scholar said that he waited for the laborer to rest from his load before he spoke to him. Then Al-Muzani asked him, “Do you not know anything other than this (Alhamdulillah and Astagfirullah)?”

The labourer responded, “Indeed I know much else and I do read the Book of Allah SWT, except that a slave of Allah is constantly shifting between a state of blessing (from Allah SWT) and sin.

This being the condition of man I praise and thank Allah SWT for the blessings He has given me and seek his forgiveness for my sins.”

The scholar said, “Certainly this labourer has a deeper understanding of the religion than Bakr (himself).”

Desire for others

Desire for others what you desire for your self, and you will be the most just of men. (Rasullulah SAW)

Desire for others

Desire for others what you desire for your self, and you will be the most just of men. (Rasullulah SAW)

Sunday, April 3, 2011

HAMARI KHUSH QISMATI

HAMARI KHUSH QISMATI YE HAI KE HUM ALLAH KO EK MAANTE HAIN
AUR
BADQISMATI YE HAI KE HUM ALLAH KI EK NAHI MANTE 

Saturday, April 2, 2011

HARI MIRCH

Hotho ko chua usne Ehsas ab tak he

Ankhe nam or saaso me aag ab tak h
Waqt guzar gya Par uski yaad nai gai
Uff!
Wo HARI MIRCH ka swad ab tak hai.

There is much 2 learn

There is much 2 learn 4m a pair of walking legs,

The foot dat is forwrd has no pride &othr foot has no shame,
Dey both knw der situation vl change

Nigahon Se Dil Mein

Nigahon Se Dil Mein Ghar Karke

Mere Khawabon Ki Haqiqat Ho Gaye Ho Tum
Ishq Ke Safar Ki Manjil
Banke
Meri Bekhudi Ki Wajah Ho Gaye Ho Tum

Sunday, March 27, 2011

ZINDAGI

ZINDAGI TO BAS EK RANGEEN KITAAB HAI
FARQ HAI TO BAS ITNA
KOI
HAR PANNE KO DIL SE PADH RAHA HAI
AUR KOI
BAS PANNE PALAT RAHA HAI

TODAYS FACT

TODAYS FACT
1.BIG HOUSE BUT SMALL FAMILY
2.MORE DEGREES BUT LESS COMMONSENSE
3.ADVANCE MEDICINE BUT POOR HEALTH
4.TOUCHED MOON BUT NEIGHBOUR UNTOUCHED

TEXTURE OF LIFE

CHANGE THE TEXTURE OF YOUR THOUGHTS,YOUR LIFE WILL CHANGE,THE FUTURE IS'NT SOMETHING WE AWAIT, IT IS SOMETHING WE CREATE

SAJDA

namaaz me lamba SAJDA krne se heart prblm nahi hoti hai, nigaah tez hoti hai,dimaag taqatwar aur chehra haseen hota hai, Achhi baat kehna SADQA HAI




knees

A person who spend his most of time on his knees for PRAYER
in front of ALLAH will never find it difficult to stand on his feet throughout his life

Saturday, March 5, 2011

Ae ALLAH isse pehle k MAUT

 الله 
Ae ALLAH isse pehle k MAUT hame ruswa karde" 
Tu hamare jism hamari rooh ko acha karde"
 Ye jo haalat hai hamari humne hi banai hai" 
Jaisa "TU" chahta hai ab waisa karde" 
Hamare har faisle me TERI raza shamil ho" 
Jo TERA hukum ho wo hamara irada karde"
 humme jo bimari hai unko tu shifa de,
 aur jo ye dua age bheje uski aur meri har tamanna ko puri karde.. 
أمين

AGAR HAR MUSALMAAN

AGAR HAR MUSALMAAN 3 BAR
"ASTAGFIRULLAH "
KAHE
OR SEND KARE
TO KUCH HI DER ME
LAKHON ASTAGFAAR
ALLAH KE AZZAB KO KAM KAR DENGE




ONE Tree makes 1 Lac Matchstick

ONE Tree makes 1 Lac Matchsticks,                          
But ONE matchstick can BURN 1 Lac Trees. 
MORAL : One NEGATIVE thought can BURN 
all POSITIVE thoughts

What is the fastest thing on earth?


What is the fastest thing on earth??

 Bullet? 

No 

Sound?

 No 

Light? No 

Ans:DUA

 Bcoz it reaches ALLAHeven before u say

Akele ho Allah ko yaad karo.

Akele ho Allah ko yaad karo..
 Pareshan ho darud sharif padho...
Udas ho?-Ya Hayyu Ya Qayyumo padho...
Tention me ho? Ya raheemi padho ....
.free ho forwd karo 

Life has no rewind

Life has no rewind no forwards, 
It unfold itself at its own pace, 
So nvr miss chance to live today
 to make 
a BEAUTIFUL STORY 4 tomorrow...!

Thursday, January 13, 2011

Muskurati Ankho Se Afsana Lika Tha

Muskurati Ankho Se Afsana Lika Tha


Shayd Apka Meri Zndgi Me AAna Likha Tha

Taqder To Deko Mere Ansuo Ki

Inka B Apki Yad Me Beh Jana Likha Tha

Maut

Hazrat Hasan Basri (Rahmatullah Alaih) Ka Farmaan He:




Apne Kisi Aziz Ki Maut Par Rone K Bajaye

Uska Qarz Ada Kardena

Uske Haq Me Behtar He